Wednesday, April 1, 2009

Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye to Kya Hai

Ohh Ri Duniya, Oh Ri Duniya
Karwat Lee Soyee Haqeeqat ki Duniya
Mamta ki Bikhri Kahani ki Duniya
Behno ki Siski Jawani ki Duniya
Aadam ke Hawwaa se Rishte ki Duniya
Shayar ke Feekey Lafzo ki Duniya
Ghalib ke Maumin ke Khwaabon ki Duniya
Jaisi Bachi hai Waisee ki Waisee, Bacha Lo Ye Duniya
Apna Samajh ke Apno ke Jaise, Utha Lo ye Duniya
Chhutput Si Baaton Mein Jalne Lagegi, Sambhalo ye Duniya
Katpit ke Raaton Mein Palne Lagegi, Sambhalo ye Duniya
Tumhari Hai Tum Hi Sambhalo ye Duniya
Tumhare ye Kaale Iraado ki Duniya
Ohh Ri Duniya, Ohh Ri Duniya
Yeh Duniya Agar Mil Bhi Jaye to Kya Hai??

- From the Movie Gulaal. Lyrics by Piyush Mishra

Wednesday, February 25, 2009

Of Legs and Walking

Legs, until relatively recently, were the main mode of land transport... Even bicycle is leg dependent, a mere variation on a theme. These days, however, legs are things used only by fitness freaks, the eccentric and the poor as a means of substantive locomotion.

- Sam Miller, in Delhi - Adventures in a Megacity

Sunday, February 1, 2009

The Judge

"Mera kaatil hi mera munsif hai,
Kya voh mere haq mein faisla dega"

- Sudarshan Faakir, in "Aadmi Aadmi ko kya dega", a Ghazal